Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnil Kapoor
HomeAnil Kapoor
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saath jiyenge saath marenge saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna tan bhi tera mann bhi tera jaan bhi teri hai chhaila marne se naiyo darna hoo marne se naiyo darna marne se naiyo darna pyaar humaara amar rahega tan mit jaayenge tan mit jaayenge hooo jism badal jaayenge apne naam badal jaayenge naam badal jaayenge hooo naye janam mein hoga apna madhur milan phir laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna rab se milenge to puchhenge kaisi hai teri khudayi kaisi hai teri khudayi pyaar ki kismat mein kyun likh di tune sirf judaayi tune sirf judaayi oooo rab ke likhe ko sach kar denge mar ke hum tum chhaila marne se naiyon darna saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna
jisne dekha dance tera wo tere pichhe ho liya dance floor pe teri khatir dhol bajaye dholiya haaan jisne dekha dance tera wo tere pichhe ho liya hoye dance floor pe teri khatir dhol bajaye dholiya mashhoor tere thumke canada tak ni canada tak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni aaj khushi mein hoja crazy pee le desi ya angrezi naino waali bottle se tu peg bhar le do dilon ki ho gayi yaari rasmein poori ho gayin saari dil jaise chaahe waise tu nach le hoooo aaj khushi mein hoja crazy pee le desi ya angrezi naino waali bottle se tu peg bhar le haye do dilon ki ho gayi yaari rasmein poori ho gayin saari dil jaise chaahe waise tu nach le hey dharti hila de gori pair tak ni pair tak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni kaan mein tere
Sun Mausa Sun Mausi
pehle din jo milne tum the aaye tum the kitne sharmaaye sharmaaye tum bhi to the dare dare ghabraaye jo kehna tha wo keh na paaye suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na ye kehna tha baahon mein aao na ab jhoothi baaten banaao pehle din jo milne tum the aaye tum the kitne sharmaaye sharmaaye tum bhi to the dare dare ghabraaye jo kehna tha wo keh na paaye suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na ye kehna tha baahon mein aao na ab jhoothi baaten banaao jo pehle pehal tum mile the hamen tumse kuchh puchhna tha hoo jo pehle pehal tum mile the hamen tumse kuchh puchhna tha sawaal aisa kya tha sunen to ki jo dil mein hi reh gaya tha ki jo dil mein hi reh gaya tha suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na sada kya hamare rahoge pata tha yahi tum kahoge pehle din jo milne tum the aaye tum the kitne sharmaaye sharmaaye are tum bhi to the dare dare ghabraaye jo kehna tha wo keh na paaye heyy suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na ye kehna tha
sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba ke zindagi tere liye tere liye aur tu mere liye dil ki sada hai sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba sajan sun tu bhi itna ke tu hai mera sapna tu hi to hai meri aarzoo sanam yeh baatein kaisi kahan meri kismat aisi ke ban jaaun teri aarzoo kaho to main tere aage kamar peeche gajra baandhen doloon nasheeli chaal se ada haai aisi qaatil sahega to kaise yeh dil taras khaaun mere haal pe sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba ae sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba yeh zindagi tere liye tere liye aur tu mere liye dil ki sada hai yeh dil bote bhi dil hain yahaan kaante sab gul hain yeh raste hain apne pyaar ke haai kahoonga par main itna kadam dekh kar hi rakhna kahin koi thokar na lage jo mil gaye do dil aise judaa yeh phir honge kaise humaari kahaani hai yehi
ankhiyaan milaa ke channa aavin naa judaayi ve ankhiyaan milaa ke channa aavin naa judaayi ve deve na taane mainu saari khudaayi ve ankhiyaan milaa ke aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa taare hain baraati chaandani hai ye baarat saaton phere honge ab haathon mein le ke haath saaton phere honge ab haathon mein le ke haath jeevan saathi hum diyaa aur baati hum re jeevan saathi hum diyaa aur baati hum taare hain baraati chaandani hai ye baarat saaton phere honge ab haathon mein le ke haath saaton phere honge ab haathon mein le ke haath jeevan saathi hum diyaa aur baati hum jeevan saathi hum diyaa aur baati hum taare hain baraati chaandani hai ye baarat ganga jamuna se bhi paawan tera mera bandhan tera prem hai phulwaari aur mera mann hai aangan janmon janmon ka hi sajni tera mera saath saaton phere honge ab haathon mein le ke haath jeevan saathi hum diyaa aur baati hum jeevan saathi hum diyaa aur baati hum tu hai jeevan mein jo preetam
mujhe tumse hain kitne gile haan haan haan tum kitne din baad mile kyun kyun kyun mujhe tumse hain kitne gile tum kitne din baad mile bolo itne din kya kiya kya kiya kya kiya kya kiya tera naam liya hoooo oooooo oooo tujhe yaad kiya hoooo oooooo oooo tera naam liya tujhe yaad kiya tujhe yaad kiya tera naam liya mujhe tumse hain kitne gile tum kitne din baad mile bolo itne din kya kiya tera naam liya tujhe yaad kiya tujhe yaad kiya tera naam liya apni mummy se meri baat ki meri daddy se mulaaqat ki hera pheri mere saath ki phir aur bhala kya kiyaaaaa tera naam liya hoooo oooooo oooo tujhe yaad kiya hoooo oooooo oooo tera naam liya tujhe yaad kiya tera naam liya tujhe yaad kiya picture ke ticket mangwaaye koi achchhi khabar tum laaye kisi kaam mere tum aaye kya pyaar mein tumne kiya tera naam liya hoooo oooooo oooo tujhe yaad kiya hoooo oooooo oooo tera naam liya tujhe yaad kiya tujhe yaad kiya tera naam liya tune meri kadar kuchh jaani haan kabhi di koi prem
tera saath hai itna pyaara tera saath hai itna pyaara kam lagta hai jeevan saara tere milan ki lagan mein humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara maine maine tann mann tujh par waara pyaas bhujhi na kar ke nazaara tere milan ki lagan mein humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara ho tera saath hai itna pyaara jitni tujh mein hai addaaa aa aa utni hi wafaa utni hi wafaa jitna jahaan mein pyaar hai aye aye tujh se mujhe mila tujh se mujhe mila badhti jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi jitna karoon nazaara humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara hooo tera saath hai itna pyaara pyaar ke ik ik pal hai aye aye sau jeevan qurbaan sau jeevan qurbaan pyaar kabhi marta nahin iee iee marte hai insaan marte hai insaan naam ussi ka jeevan hai jo naam ussi ka jeevan hai jo tere saath guzaara humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan
tere bina tere bina dil naiyyo lagda mera dil naiyyo lagda tere bina tere bina dil naiyyo lagda mera dil naiyyo lagda tu hi meri hai zindagi tu hi meri hai har khushi tu hi meri hai bandagi kaise kahoon kahaan jaaun kise karoon sajda haan kise karoon sajda tere bina tere bina dil naiyyo lagda mera dil naiyyo lagda kaise kahoon kahaan jaaun kise karoon sajda haan kise karoon sajda teri kasam teri kasam jaanejaana tere liye tere liye main deewana kaise jiyein kaise jiyein batana maut bhi mujhko naa aaye teri kasam teri kasam jaanejaana teri liye tere liye main deewana kaise jiyein kaise jiyein batana maut bhi mujhko naa aaye tu hi meri hai zindagi tu hi meri hai bandagi tere bina tere bina dil naiyyo lagda mera dil naiyyo lagda maahi mera maahi mera sona sona rabba mere rabba mere hai salona tere siva mera koi naa hona yaad teri kitna sataaye maahi mera maahi mera sona sona rabba mere rabba mere hai salona tere siva mera koi naa hona yaad teri kitna sataaye tu hi
tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagata nahi o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tu jo nahin kuchh bhi nahin tu jo nahin kuchh bhi nahin main ye jahan kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tu jo nahin kuchh bhi nahin tu jo nahin kuchh bhi nahin main ye jahan kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun kaise shuru ho gayi ye kahani kaise shuru ho gayi ye kahani main bhi na jana tu bhi na jaani inkaar bhi maine kiya ikraar bhi maine kiya main kho gaya bas ho gaya dil beimaan kya karun kya karun kya karun tere bina dil lagta nahin o meri jaan kya karun kya karun kya karun kya karun tere bina dil ohhoo hooo hooo hooo tune kaha nahin maine suna hai tune kaha nahin maine suna hai lakhon
aage aage rasta badh gayaa peechhe peechhe khatra pad gaya aage aage rasta badh gayaa peechhe peechhe khatra pad gaya tezz tezz nazron ne kaha fanaa ho gaya jo dar gaya rafta rafta yun paara chadhta hai dar se darne ka khel chalta hai everybody bloody everybody wants to win the race tezz play tezz everybody tezz tezz tezz tezz tezz tezz tezz tezz everybody tezz play tezz tezz tezz tezz tar tar tezzz kahin judh gaya kahin mudh gaya rasta toota toota sa hai zameen chhut gayi jahaan chhut gaya rishta jootha jootha sa hai rukna rukna na jaane zindagi rukna rukna na jaane zindagi rafta rafta yun paara chadhta hai dar se darne ka khel chalta hai everybody bloody everybody wants to win the race tezz tezz everybody tezz tezz everybody tezz play tezz tezz tezz tezz tezzzzz kisi ki nazar karegi asar bachke rehna mushkil toh hai hawaa mein magar bhara hai zehar zarra zarra shaamil toh hai dhundhla dhundhla hai saara samah dhundhla dhundhla hai saara samah hey hey rafta rafta
ka ka ka kal ki to hai ye baat jo main kehna chaahon tumko aaj meri baat sun le teri meri baat nahin baat kisi aur ki roop ki raani choron ka raaja sun lo iss ki zubaani kabhi uski zubaani hai ye unki kahani sab ko hai sunaani kyunki duniyaa mein sabse niraale hai wo wo rang birange dono khel khiladi dil ke juwari donon bade mastaane ek duje ke deewane hain wo dono parwaane ek raaja raani dil khol ke jeena inhen aata hai aur zehar bhi peena aata hai inhen hasna rona chalna phirna milna julna aur khatron se khelna aata hai kabhi dost bhi hai to kabhi dushaman bhi kabhi ghum kabhi khushi kabhi khushi kabhi ghum kabhi ghum kabhi khushi kabhi khushi kabhi ghum kabhi ladte rehte hai chup chup aur dil mein rote hain chup chup aur dost wo jab ban jaate hain to phir nachate aur gaate hain
ishqaan da ye nashaa chakh le zara zara kal ka kise pata aajaa mere sang nach le tu nach le zara zara dil ka karoon main kya tujhpe ye mar mitaa mujhko na ab sataa aajaa mere sang nach le tu nach le zara zara masti ka mauka hai kyun khud ko roka hai don't you really wanna come soche wo mujhe to muskuraaun main wooo oooo oooo ooo dekhe wo mujhe to sharmaaun main tere bina dil mera mera mera nahin lagta wooo oooo oooo tujh bin kahin naa mar jaaun main kuchh to zara sochon kuchh to zara samjho hai paas jab tere hum masti ka mauka hai kyun khud ko roka hai don't you really wanna come ishqaan da ye nashaa chakh le zara zara kal ka kise pata aajaa mere sang nach le tu nach le zara zara dil ka karoon main kya tujhpe ye mar mitaa mujhko na ab sataa aajaa mere sang nach le tu nach le zara zara masti ka mauka hai kyun khud ko roka hai don't you really wanna come
yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le koi naya sapna nighaahon mein to hai koi naya saathi nayi raahon mein to hai dil jo milenge taqdeer banegi zindagi ki nayi tasveer banegi pyaar mein ye dil beqaraar kar le yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le yaar humien paisa nahin pyaar chahiye koi manchaaha dildaar chahiyeee heere moti aise jahaan dil na tulle sapnon ka aisa sansaar chahiye yeh bhi hoga thoda intezaar karle yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le
ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge inn sapnon ki tasveeron se inn yaadon ki zanjiron se apne dil ko kaise hum azaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye lamhen to hain bahut haseen inn lamhon par kuchh likha nahin ye aabaad karenge yaa barbaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge barson yaad karenge barson yaad karenge
dil naaummeed to nahin naaqaam hi to hai lambi hai ghum ki shaam magar shaam hi to hai ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar na udaas ho mere humsafar ye sitam ki raat hai dhalne ko hai andhera ghum ka pighalne ko ye sitam ki raat hai dhalne ko hai andhera ghum ka pighalne ko zara der iss mein lage agar zara der iss mein lage agar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar nahin rehane waali ye mushkilen ke hain agle mod pe manzilen nahin rehane waali ye mushkilen ke hain agle mod pe manzilen meri baat ka tu yakin kar meri baat ka tu yakin kar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar kabhi dhoond lega ye caarwaan wo nayi zameen naya aasmaan kabhi dhoond lega ye caarwaan wo nayi zameen naya aasmaan jisse dhoondhati hai teri nazar jisse dhoondhati hai teri nazar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai
ikke ko baadshah ne maara baadshah jo beghum se haara aur gulaam kismat ka maara bechara yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan baaziyaan yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi ek baazi tune jeeti ek baazi maine haari ek baazi maine jeeti ek baazi tune haari kaun jeeta kaun haara yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi jab talak hai band mutthi hai wo pyare laakh ki aur jaise hee khuli ho jaayegi wo khak ki laakh kya aur khaak kya yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi yeh zamana mujhse hai main zamane se nahin har fasana mujhse hai main fasane
chor sipaahi ke jhagde mein hogi kiski jeet chor kisi ke meet yahaan na mor kisi ke meet yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki o raja aa jaa talaashi de jaa yahaan se bach ke na jaa paayega lagi paabandi hai nakabandi agar tu bhaaga maara jaayega o raja aa jaa talaashi de jaa
liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kabhi tujhko gila mujhse kabhi mujhko shikayat hai magar phir bhi tujhe meri mujhe teri zaroorat hai kabhi tujhko gila
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi aansoon ban ke main kabhi aankh se naa beh sakun munh se kuchh naa keh sakun aur chup na reh sakun itne ghum na de mujhe main na jinko seh sakun meri khushiyaan kya huyi kuchh hisaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi apne aap se khafa kar diya naseeb ne mujhko apno se juda kar diya naseeb ne har dua ko badduaa kar diya naseeb ne chhin gaye hain mujhse jo waapas wo khaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saath Jiyenge Laila (1984) 05:07 14093
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:07   Song Number : 14093   

Shakira No Problem (2010) 04:01 37266
 
Poster of No Problem (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Duration : 04:01   Song Number : 37266   

Sun Mausa Sun Mausi Virasat (1998) 06:33 40890
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 06:33   Song Number : 40890   

Suno Na Suno Na Karobaar (The Business Of Love ) (2000) 06:14 18769
 
Poster of Karobaar (The Business Of Love ) (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Anil Kapoor
Duration : 06:14   Song Number : 18769   

Sunta Hai Mera Khuda Pukar (2000) 06:37 18637
 
Poster of Pukar (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 06:37   Song Number : 18637   

Tare Hain Baraati Virasat (1998) 06:34 21271
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik, S P Venkatesh
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Pooja Batra
Duration : 06:34   Song Number : 21271   

Tera Naam Liya Ram Lakhan (1989) 06:00 21280
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:00   Song Number : 21280   

Tera Saath Hai Itna Pyaara Janbaaz (1986) 04:10 17948
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:10   Song Number : 17948   

Tere Bina Tezz (2012) 05:13 18844
 
Poster of Tezz (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Sajid, Wajid
Duration : 05:13   Song Number : 18844   

Tere Bina Dil Lagta Nahin Kya Karun Deewana Mastana (1997) 08:08 32074
 
Poster of Deewana Mastana (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Govinda, Anil Kapoor, Juhi Chawla
Duration : 08:08   Song Number : 32074   

Tezz Tezz (2012) 05:09 40609
 
Poster of Tezz (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Jalees Sherwani
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Sunidhi Chauhan
Duration : 05:09   Song Number : 40609   

Tu Roop Ki Raani Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) 03:27 14082
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 03:27   Song Number : 14082   

Welcome Welcome (2007) 04:16 17584
 
Poster of Welcome (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Singer- 
Tarranum, Suhel Khan
Duration : 04:16   Song Number : 17584   

Yaar Bina Chain Kahaan Re Saaheb (1985) 04:31 18064
 
Poster of Saaheb (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Amrita Singh
Duration : 04:31   Song Number : 18064   

Ye Lamhen Ye Pal Lamhe (1991) 03:30 15723
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 03:30   Song Number : 15723   

Ye Safar 1942 A Love Story (1993) 05:40 21454
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
A Banarasi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 05:40   Song Number : 21454   

Yeh Zindagi Hai Ek Juaa Zindagi Ek Juaa (1992) 08:36 21487
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 08:36   Song Number : 21487   

Yun Ghoor Ghoor Ke Zindagi Ek Juaa (1992) 09:01 38723
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Shakti Kapoor
Duration : 09:01   Song Number : 38723   

Zindagi Aa Raha Hoon Mashaal (1984) 05:35 13692
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 05:35   Song Number : 13692   

Zindagi Aye Zindagi Yudh (1985) 03:39 18398
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:39   Song Number : 18398   
Karaoke Songs of anil kapoor, Sad Songs of anil kapoor, Love Songs of anil kapoor, Dance Songs of anil kapoor, Hip-hop songs of anil kapoor, Best songs of anil kapoor, Super hit songs of anil kapoor, hit songs of anil kapoor, duet songs of anil kapoor, solo songs of anil kapoor, old songs of anil kapoor, famous songs of anil kapoor, Hindi Karaoke Songs of anil kapoor, Hindi Sad Songs of anil kapoor, Hindi Love Songs of anil kapoor, Hindi Dance Songs of anil kapoor, Hindi Hip-hop songs of anil kapoor, best Hindi songs of anil kapoor, super hit Hindi songs of anil kapoor, hit Hindi songs of anil kapoor, duet Hindi songs of anil kapoor, solo Hindi songs of anil kapoor, old Hindi songs of anil kapoor, famous Hindi songs of anil kapoor, Sing Along Songs of anil kapoor, Sing Along Sad Songs of anil kapoor, Sing Along Love Songs of anil kapoor, Sing Along Dance Songs of anil kapoor, Sing Along Hip-hop songs of anil kapoor, Sing Along Best songs of anil kapoor, Sing Along Super hit songs of anil kapoor, Sing Along hit songs of anil kapoor, Sing Along duet songs of anil kapoor, Sing Along solo songs of anil kapoor, Sing Along old songs of anil kapoor, Sing Along famous songs of anil kapoor